Whats the last meal you had?

Re: Whats the last meal you had?

yaar mashallah dant tou mere bhi 32 ke 32 hi salamat hain…i dont eat paan everyday…daant unke kharaab hotey hain jo har waqt paan khaatey hain bilkul us tarah jo loag her waqt tambako noshi kartey hain aur sharaab peete hain…i’ll say ek daffa try zaroor karna…maza jayega…

wah wah…khud hi blanks fill in ker do…kahin apne baare main baat tou nahi ker rahe?

hahahah sahi baad main aah bhi hoti hai…sorry about ur jhatka…ishq ka jhatka laga tha ker ke