Re: What’s so special
Oh plz I said Imran khan
…not all of u chotay chotay imran bhai’s …lol
Re: What’s so special
Oh plz I said Imran khan
…not all of u chotay chotay imran bhai’s …lol
Re: What’s so special
meri marzi ![]()
aese hi baton baton main ![]()
Sandy moti dfm ![]()
Re: What’s so special
Aap ke marzi kyo ![]()
ab esay he to khan nahi bana ja sakta na ![]()
Re: What’s so special
keh diya to keh diya meri mari bus ![]()
fir kaise bana ja sakta hai ![]()
Re: What’s so special
mai nay keh diya k aap ke koi marzi nahi chalay ge ![]()
yea to kesi khan say pochna parhay ga na ![]()
Re: What’s so special
kyun aap ki marzi kyun chalegi aap meri saas ho kya ![]()
phir rehne hi do ![]()
Re: What’s so special
nahi liken phir b meri marzi chalay ge snooty
nahi ab rehnay to nahi doon ga mai ![]()
Re: What’s so special
chalate raho marzi main suno ga hi nahin ![]()
main kisi dosri jagha reh longa ![]()
Re: What’s so special
sunnni parhay gee nahi to mai raat ko 4 bajay miss call karoon ga ![]()
us jaga pay b khan lay aaon ga mai ![]()
Re: What’s so special
karte raho main mob silent kar donga ![]()
main wahan se bhi bhag jaonga ![]()
Re: What’s so special
agar silent howa to mai call kar diya karoon ga ![]()
jaha b jain gay khan ab aap k sath jaiay ga ![]()
Re: What’s so special
kar lena main sota rahonga ![]()
main khan ke sath nahin jaonga ![]()
Re: What’s so special
kitni dair sotay rahien gay ![]()
ab to aap ko khan k sath he jana parhay ga ![]()
Re: What's so special
rahnay do yaaro koi khan ho ya dahqaan sab insaan hotay hain
Re: What’s so special
meray thread ka satyanaas ho jata hai har baar… koi dhang ka jawab nai deta:crying: …ab yeh mat kehna ke thread kaam ka ho tou kaam ke replies ain…![]()
Re: What’s so special
khala aunti routti q ho?![]()
Re: What’s so special
mai khala nai hoon