~ What's in a Joota ~

Re: ~ What’s in a Joota ~

you mean pizzeria :phati:

Re: ~ What’s in a Joota ~

juttographieeeee fobby accent :phajja:

Re: ~ What’s in a Joota ~

and Unckeel Frued once said,

you don’t buy shoes, you buy beautiful feet

:khumar:

Re: ~ What’s in a Joota ~

Tum logoN saY koi Ilm-O-Baseerat kee baat share karnaa hee fazool hai…

apni apni intelligence jhaaRnaY lagtaY ho :naraz:

Re: ~ What’s in a Joota ~

^

:smilestar: yea mai nay nai farmaayaa tha

Unckeel Frued Jee farmaaa gayee hain :phati:

Re: ~ What’s in a Joota ~

Unkeel Freud gaye teyL lenaY..

hamaaraY Unkeel FraudiaY is better :snooty:

unhoN naY bhee kuch farmayaa hai yaa naheeN:emmy:

Re: ~ What's in a Joota ~

meri tashreef ko siraf abba ji ka joota yaad hay

Re: ~ What’s in a Joota ~

wsey kia urdu k sath sath is may bhi masters ker leya hay ap nay:hoonh:

Re: ~ What’s in a Joota ~

Unckeel :fraudia: subha say tasbeek parRh parRh kar phoonkein maar rahay hain. aur saath mein aik aankh say idhar udhar idhar daikh bhi laitay hain, you know :wink:

Re: ~ What's in a Joota ~

AQ barRa jahan deeda banda hay
iss say pucho kay kababon ki kitni kismain hoti hain
tum ko 500 pages ke do kitabain likh kay day gaa

Re: ~ What’s in a Joota ~

joota 2 numbry lagta hai. asar tu kuch na howaaa :bummer:

Re: ~ What’s in a Joota ~

ENYA:

acha bhai ghalati ho gayee.

Hole from the back top

buss khush:hoonh:

aik tau itnaY baRay baRay Allama paRay huaY haiN idhar :naraz:

Re: ~ What’s in a Joota ~

banda dheet hona chahiay
yeh secret ingridient hoota hay

Re: ~ What’s in a Joota ~

tum bhi tu her waqt usay “chijji” ki offer martay ho
aur agar us nay is baaray mein kuch likh diyaa, tu
:chai:

Re: ~ What’s in a Joota ~

many tou eroor note kia tha..is may naraz hony kekia bat hay:( wsey bhi it shows outa all these people who have replied so far no body read your words carefully…ofcourse, except me:snooty:

Re: ~ What’s in a Joota ~

likhnay doo
baad main main khud he tardeed likhwa loon ga uss say
:chai:

Re: ~ What’s in a Joota ~

hum kuch parRh likh jaatay tu yahaan Cafe mein baithay hotay

Re: ~ What’s in a Joota ~

^ naheeN mareekh par pahunch gaYe hotaY :phati:

Re: ~ What’s in a Joota ~

wahaan bhi gayee thay. unho nay nikal diyaa :bummer:

Re: ~ What’s in a Joota ~

i AM offended:naraz:

its my herditary last name:snooty:, disapproves