what was your great/grandparent's profession

**
waah waah, kia baat hai…

manzoor hai guzaarish-e-aHvaal-e-waaqa’ii
apnaa bayaaN Husn-e-tabii’at nahiiN mujhe

chachaa bhii kitne makkhan baaz the…vazeefa baRhvaane ke liye kitnii madah e shahnshaah farmaayaa karte the…Zauq ne jo hangaama uThaayaa thaa darbaar men uskaa kia zabardast jawaab hai…chacha was great!**