What was your first Meeting...

u most welcome ji…bilkul saHeeH kahaa aapne…insaan kii yehii to Khoobii hai k vo jise chaahe, jab chaahe, jahaN chaahe, jaise chaahe apne tasavvur meN laa kar apnii rooH aur apne jazbaat aur aHsaasaat meN paivast kar saktaa hai, use apne andar zam kar saktaa hai…bas, koii apna andaroon-e-meHfil-e-hastii chahaiye! :slight_smile: