What to do on Eid Day?

Han sathi bhai yehi masla hai pardes janay walo k sath…magar ab yahan b wo ehtimam nahi hota Eid ka jo ab se kuch saal pehle hota tha…anyway wish you good luck and haan ek sugesstion hai aap k lian…I think wahan aapko off b nahi milta hoga office se…tu aap kuch choti moti get together rukh lo tamam apne friends aur relatives jo b hain wahan un ko invite karo ya un ko visit kero and is din ko khas bana lo khub sara enjoy ker k…:slight_smile:

Regards

–
Ali