What thing you're not looking forward to tomorrow

Re: What thing you’re not looking forward to tomorrow

Ufff ye meray saath hi kyun hota hai.. Mainay socha ek friendly nand mil jaeygi yaaarrrr… Koi baat nahin, main 11 saal aur intezaar kar lungi… :frowning:
Haha, meray bhi teenoun bhaai aisay hi hain tumharay bhai jaisay. =]