What R U Doing??

Re: What R U Doing??

**Pak mein knsi aesi jagah jahan dunya nae aur traffic nae? :hmmm:
Max 100 tk chalaei?

Well, I tell u, agr mjhe ghalti se chai peeni parr jaey (in case I m invited or forced), us k baad do do din me nae so pata :hinna:
Mjhe sulane k liye duaein mangni parti hain, sadqey dene partey hain sadqey :rotfl:
**