What R U Doing??

Re: What R U Doing??

aap Chai ki bisty ker rahe hain.. you know Chai is duniya ka sabse behtareen liquid hai :smiley: ye har jagha use hoti hai.. har ghar me (almost)..

and rahi sardi/garmi ki baat to mujhe season se koi farq nahi parta and naa hi kisi aur ko parna chahiyey :stuck_out_tongue: