Re: what makes u say"Duniya Gol hai"
^ sooraj say kis nay kaha zameen nazar atee hay ? : P wahan to koi pohncha nahi hay abhi tuk
dossra chaand say zameen her waqt nazar atee hay ..jub k zameen say chand her waqt nazar nahi ata ...
samjhtay nahi hain baat ko nikal pertay hain raat ko snooty
abhi raaat naheeN hai... kiouN kaY duniyaa gol hai iss liye aap kee raat yahaaN pohunchaY maiN thoRaa time laY gee..