Re: What made you cry today ?
aaj to ya’nii k Ghazab Khudaa kaa ho gayaa k u ne fehm o zakaa kii baat kii…ab yeh na poochh lenaa k yeh fehmii aur zakaa kia bhai bhai haiN? lol
maiN samjh rahgaa thaa k shaayad murGha Bagle kii taraH ek Taang par khaRaa huaa thaa jab ise zibaH kiyaa gayaa…ek Taang paroN meN gum ho chukii thii!
![]()