What' ll u throw on the person above u

Re: What’ ll u throw on the person above u

lol haN na…yahaN jaise coke vaGhaira milte haiN na machine se…vaise canned earthworms bhii machine se nikal aate haiN…machhli maarne ke kaam aataa hai na.

throwing earthworm kaa Dabba…catch it! :slight_smile: