Re: What is with all the girls
khan sahib aap ko kaya fraudia nain golian bharnay kay liye rakha hova hai... aisy hi ammunition day rahy hain
Chacha Sahab, mainay to kabhee fraudia ko Mamoon bnahee bola, hamesha phittay-moon bola hai. Aap bhee Anwaar kee chaal maiN aa'ga'yay. Wo to fraudia kay her joke per loat poat hoo jaata hai.
PS: Us nay fraudia say kuch qarz lay rakhkha hai. Kuch kewh nahee sakta us ko