Re: What is with all the girls, Part 2
Wo Tariq bhai keh rahey thay kay maiN nay apnay shaadi shuda honay ka ilaan kar kay acha nahi kiya, ab muj ko bhi sab larkiaN uncle bolaiN gi, jis tara unko bolti haiN.
To usi silslay maiN keh raha tha kay aap ilaan farma daiN kay aap multi millionaire haiN, 80 saal kay haiN aur aap ko damma bhi hay. Phir dhekaiN, larkiaN aap ko uncle kehna chor daiN gi, ![]()
maiN to larkiuN ko dhek kay pareshan nahi hota, sirf apni biwi ko dhek kay hota huN, ![]()