Re: What is with all the girls, Part 2
Arey janab, aaj kal trend maiN hay. Aap pareshaan mat huN, sab ko bata daiN kay aap millionaire haiN aur aapki umar taqreeban 80 saal kay kareeb hay. Aur aapko dama bhi hay.
Dhekiye sab uncle kehna chor daiN gi. ![]()