What is this number that keeps on calling me?

Agli dafa aap phone pay Punjabi/Urdu/Pashtoo shroo kar daiN.

In chooran baichnay waluN nay bara tang kiya mujay bhi, ek dafa maiN nay Punjabi maiN khoob sunaiN, usay samaj nahi aai… lekin us kay baad us nay phone bhi nahi kiya, :p: