Re: What is the Urdu of
devi ji, kuch alfaz saqeel main hi achay lagtay hain ager gulabi main kah diye jain to buhat hi ganday lagain gain. ![]()
konsa lafz samjh nahi aaya hai. app pm main poch sakti hain.
ji main dekh li hai. chas kee la = > chaskeela
writer any new alfaz bana dala hai. meray khayal say urdu dictionary/lugat main yeh word nahi hai.