Re: What is the one word used to describe
bila shuba meri urdu azeem hai…lakin may yeh kabhi bhi batana nahi bhoolti k hum urdu k champion thay..lakin neechay say.
hum kon sa japani bool rahay hain…or show-off jab buray apni boraee ka itna dharlay say kertay hain to hum ka apni achaeyee ka bata bhi nahi saktay!