Re: What is the longest flight you have been on?
kaisi haiN KC? nice to see you guys…thanks for the ‘liking’ the post ![]()
**wa’laikum Namashkaar
bajaa farmaayaa janaab…bilkul saHeeH…hamsafar agar ham-zabaan aur ham-kalaam ho to kia umda safar tai ho
aayinda is baat kaa Khayaal rakkhuNgaa k hamsafar achchhii ho ![]()
**