What is a

Re: What is a

Kyoo ke jo insaan aap se pyar karta hai, us ko aap ki fikar rahe gi (Agar na rahe to obviously wo aap se pyar nahi karta). Aur jis se aap pyar karte ho, ho sakta hai ke wo aap se utna pyar na karta ho jitna ke phela shaks aap se pyar karta hai.