gali kissi ko do bhi to ..pata hi hai k iss gaali ka U-turn ho jaana hai aur khud ko hi lagni hai, tomein deta hi nahi hon, arnt i such a saint ![]()
aur agar koi aur mujhe gali de to mein socta hoon k yeh gali muhe de rahi hai ya de raha hai aur iss ko wapis lag jaani hai , i just smile at them and if they are really on fire then i just laugh, jab yeh hota hai to the other gets confused lol baat hi khatam.
Iss se mujhe aik joke yaad aa giya lol, aadmi gya hajj/umrah karney, wahan aik pakistani aur arab ki larai ho gai, pakistani ko to arbi aat nahi thi, to gaaliyan deney shuru ho gya, aur jawab mein arab ne bhi jo uss ki moonh peh aayah Arbi mein gaaliyan deney shuru ho gya lol, pakistani heyraan, mein innoon gaaaliyan de reya aan teh eh pagal da putaar menu Qur’aan sunaa reya eh ![]()