What Does ...

Re: What Does …

Jahan Tak Mairi Yaad Dashat kaam karti hay Hum Taash (cards) main Dakaiti khailtay hain tou jo banda akhir main 0 cards kay sath bach jata hay uss ko Band Khooti kahtay hain :hat:

Mujhay yaad hay ghalti say aik dafa main ban gia tha aur main nay apnay dostoon ko uchal uchal kar woh dolatian (flying kicks) maraeen kah unhoon nay ainda say tobah kar li kah mujhay 0 card naheen dainay hain :bizz: