Re: what does the word “aabii Hayaat” آبی حیات] MEAN?
yesssssssssssssssssss…waah Saeed, waah…bahot Khoob…bilkul saHeeH jawaab…mubaarak ho.
bahot se log is lafz ko aab-e-Hayaat samajh rahe the jab k yeh lafz aabii Hayaat hai aur iskaa matlab hai:
aabii Hayaat = marine life OR sea creatures.