what does "ruuiyat-e-hilaal" mean?

Re: what does “ruuiyat-e-hilaal” mean?

Islam main nazar allow hai nazara nahin. Mufti e GS KKF (al-maroof Deen se doori) :smiley:

BTW aap ne Ticket Rai ka naam suna hai? meer Anees ki Sawanihe main tazkira hai.. mosuf Faiz abad (urf Bangla) ke Nawab the. aulad nahin hui to logon ne wedon main likhe nuskhon per amal karne ko kaha. nawab sahib ne kaha : Insaan ka naam uski aulad se nahin, uske aimaal se chalna chahiye’.

Idhar aao, kaan main ik baat batao.. :fatee: suna hai mosuf ke amle main boht se jawan laRke the, jin per kafi kharcha uthta tha :hayaa: