what does "ruuiyat-e-hilaal" mean?

Re: what does “ruuiyat-e-hilaal” mean?

hayeN? aaj bhii daftar-e-nek_aKhtar khulaa hai? :o…sunaa hai k NS ne imsaal 28 July se le kar 4 August tak ta’teelaat kaa ai’laan-e-'aam kiyaa hai. :slight_smile:

Mr. TaaRoo Khan…kaun hai aajkal jiskaa yeh naam nahiiN…hatta k…maulvi TaaRoo Khan bhii hote haiN…pahli nazar mo’aaf hai, isii liye mausoof yaksoo ho kar “TikTikii” baandh ke dekhte haiN! :smiley: