Re: What does it mean
probably…magar yeh moHaavarah ‘naa-tamaam, Ghair fitrii aur unrealistic’ Khowaab ke liye bolaa jaataa hai…mere Khayaal se chuN k Khargosh aur jaanwaroN kii taraH lambii neend nahiiN sotaa…bas pal do pal kii jhapkiyaaN hii letaa hai is liye vo agar Khowaab dekhegaa bhii to vo naa-mukammil, Ghair fitrii aur unrealistic Khowaab hogaa.
kia Khayala hai?