Re: What do u make the best?
well i can imagine that…
khair aik dafa mujhey kuch banana tha recipe book se
wahan likha tha key 4 to 5 mins key liyeh bake kerna hey…![]()
mene poorey 45 mins key liyeh bake ker diya:hayaa: aur woh pather niklaaaa:bummer:
aur tub sirf ammi hi ney bezti nahin karee:snooty: baaqi sab ney thori thori karii ![]()