What did you learn from the GS???

Re: What did you learn from the GS???

Qureshi Sahib maira khayal hay kay unn ka ishara Zamana - e- Haal ki taraf hi hay. Laikin alfaz kay na munasib istaimal say aisa maloom hota hay jaisay woo Zamana-e-qadeem ki baat kar rahi hooN :hmmm:

:chai: