Re: What did you have for breakfast today?
ab bhool chuka hay
Re: What did you have for breakfast today?
ab bhool chuka hay
Re: What did you have for breakfast today?
cant remember...i think water...or i think i just had lunch rite away
Re: What did you have for breakfast today?
just one cup of chai ![]()
Re: What did you have for breakfast today?
chai aor pheoni
Re: What did you have for breakfast today?
nashta karna bhool gai ![]()
Re: What did you have for breakfast today?
abhi nashta nahin kia
Re: What did you have for breakfast today?
kiuN nahiiN kiyaa? naashte se kia bair hai aapko? u kii shikaayat lagaauuNgaa police se
NOT taking breakfast early in the morning is an ARRESTABLE offense ![]()
Re: What did you have for breakfast today?
nahin nahin plz shakiyat nah karna aaj kal sasu maan ghar per nahin to hum bhi zara ghar main vacations ke mood main hain
bachy abhi tak sleep kar rahy hain un ka wait hai mery ko phir nashta karoon g
beta naraz ho jata hai nashta uss ke sath nah karoon to
Re: What did you have for breakfast today?
nahin nahin plz shakiyat nah karna aaj kal **sasu maan ghar per nahin **to hum bhi zara ghar main vacations ke mood main hain
bachy abhi tak sleep kar rahy hain un ka wait hai mery ko phir nashta karoon g
beta naraz ho jata hai nashta uss ke sath nah karoon to
**bhagaa diyaa na ammi jaanaaN ko :D maiN sochtaa huN k baRii police [saasuu maaN] ko hii Khabar kar duuN ;)
aaaaaaaaawwwwwwww...i'm glad to hear that ur son cares so much even at this tender age...let the bond develope :) nice! :)**
Re: What did you have for breakfast today?
kk bhai sasu maa jaty jaty bary bety ko sath leh gai hain chota beta and beti hai mery pass
bhagaya nahin 1 month ke lia gai hain main to un ki hath ki tea abhi se miss kar rahihoon
Re: What did you have for breakfast today?
**haaaa aaaaaawwwwwww [my jaws dropped] … u saasuu maan se chai banvaatii haiN?
good…baRii bibiyoN ko chalte phirte rahnaa chaahiyue varna ghuTne jam ho jaayeNge …
achchhaa to kahaN gaii huii haiN saasuu maaN? me ko yeh lafz bahooot pasand hai…vaise, pataa hai k **mard kii saas ko kia kahte haiN urdu meN?
Re: What did you have for breakfast today?
yes wo khud ban ke deti hain tea
marzi sy kam karti hain main ne kabhi koi kam karne ko nahin kaha
pak gai hain beti ko milny
meri ammi ko mery hub ammi kahty hain
iss lia sahee nahee patha
waisy meethi churi to nahin hai just guess
Re: What did you have for breakfast today?
**hahaha…lol…ek gaanaa yaad aa gayaa:
meeThii chhurii se kiyaa Halaal ![]()
mard kii saas ko urdu meN “Khush-daaman” kahte haiN
Khush jhaaRoo kiuN nahiiN?
**
Re: What did you have for breakfast today?
oh haan yaad aa gaia khush daman
meethi churi sy kia hala phir bh iho gaia haram
acha ab jati hoon beta uth gaia hai nashta banati hoon bad main chat karty hain

**yeh to do mulaaoN ke beech kii goyaa murGhii ho gaii jo Halaal hone ke baa-vujood Haraam Thahrii :D
haN jii jaaiye, beTe aur beTii ko merii du'aayeN...*Allah unheN aapkii aaNkhoN kii ThanDak aur dil kaa sukoon banaaye aur unkii deen o dunyaa donoN meN kaamaraanii o sarfaraazii 'ataa farmaaye...aameen* :)**
Re: What did you have for breakfast today?
**yeh to do mulaaoN ke beech kii goyaa murGhii ho gaii jo Halaal hone ke baa-vujood Haraam Thahrii :D
haN jii jaaiye, beTe aur beTii ko merii du'aayeN...****Allah unheN aapkii aaNkhoN kii ThanDak aur dil kaa sukoon banaaye aur unkii deen o dunyaa donoN meN kaamaraanii o sarfaraazii 'ataa
farmaaye...aameen**** :)**
ek bat samjh nahin aai molvi hazraat ki ajkal halwa kiun choor dia murgi ki peachy kiun perh gy
ek molvi murgi haram kary ga dosra fatwa dy ke halal kar dy ga
thnx for best wishes for my kidsooo
Re: What did you have for breakfast today?
pahle mulaaoN ke muNh meN daaNt nahiiN the to vo mulaayam ‘chaarah’ [fodder] khaate the…ab daaNt nikal aaye haiN to har kisii ko chabaane ke liye taiyaariyaan kar rahe haiN…murGhii to bas ek** ‘practice run’**** hai
**
Re: What did you have for breakfast today?
milk and bread with jam
Re: What did you have for breakfast today?
![]()
Re: What did you have for breakfast today?
glass of water and macroni