are you sure? waise humein koi farq nai parta lekin phir bhi... lol if u want to be a notankibaaz thats okay wid us.
**
lol...nauTankiyaa yaa Dramebaaziyaa....sab ek laqab hai...
kia aapne signature meN kuchh farsi meN likhaa hai? Huroof chhoTe haiN bahopt is liye paRh nai paa rahaa :(
Haal e shumaa cheest? OR chah taurii?**