acha ta ke kisi ki nazar na lag jaye
**
nai nai...agar merii pic hotii bhii to maiN nazar waaloN ko kab dikhaataa...sirf naabeena bhaiyoN aur naabeenii bahnoN ko hii dikhaataa bas! hahaha**
acha ta ke kisi ki nazar na lag jaye
**
nai nai...agar merii pic hotii bhii to maiN nazar waaloN ko kab dikhaataa...sirf naabeena bhaiyoN aur naabeenii bahnoN ko hii dikhaataa bas! hahaha**
** nai nai...agar merii pic hotii bhii to maiN nazar waaloN ko kab dikhaataa...sirf naabeena bhaiyoN aur naabeenii bahnoN ko hii dikhaataa bas! hahaha**
hahahhahah
phir to ap ki boht tareef hoti
haan main to mazak kar rahi thi. tum to ho hi itni sweet kisi ko nazar kese laga sakti ho
Re: What are you wearing today? [merged]
LOOOOOL sadaf!
hahahhahah
phir to ap ki boht tareef hoti
**
haN na...vo angrejji kii kahaavat hai na k...besuty lies in the eye of the beholder...vo misdaaq laaHiq hotii hai :)**
haan main to mazak kar rahi thi. tum to ho hi itni sweet kisi ko nazar kese laga sakti ho
**
kiuN k Aisha kii nazar meN "dam" nahiiN zaraa bhii isii liye nazar nai lagtii :P hahaha**
Re: What are you wearing today? [merged]
LOOOL meri nazar dekhi kabh hai, teer ki tarah lag jati hai diloon mai ![]()
** kiuN k Aisha kii nazar meN "dam" nahiiN zaraa bhii isii liye nazar nai lagtii :P hahaha**
ab ap humari larai karanay ki koshish na karain
Re: What are you wearing today? [merged]
aisha you are so cute and pretti Mashallah
dil hi nahiiN raha jo teer-e-sitam sahuuN lol
Re: What are you wearing today? [merged]
aur larai hogi bhi nahi!
aisha you are so cute and pretti Mashallah
lol thank you
ab ap humari larai karanay ki koshish na karain
**
are naii ji...aap log jaise "Allah Miyaan kii gaaye" haiN na bas vaise hii maiN bhii samajh len k "Allah MiyaaN kaa bhaiNsaa" huN ... laRaaii aap log na kar saktii haiN aur an maiN karvaa saktaa huuN lol**
** are naii ji...aap log jaise "Allah Miyaan kii gaaye" haiN bas vaise hii maiN bhii samajh len k "Allah MiyaaN kaa bhaiNsaa" huN ... laRaaii aap log na kar saktii haiN aur an maiN karvaa saktaa huuN lol**
Allah miyaan ka bhainsaa....
lol..its too funny. ap office main hain abi?
Re: What are you wearing today? [merged]
lol @ cute si friend ![]()
Allah miyaan ka bhainsaa....
lol..its too funny. ap office main hain abi?
**
nai ji...maiN saHrii sab ko khilaa pilaa ke baiThaa huN comp pe. aaj saturday hai to chhuTTi hai. aur phir meraa koii office voffice nai hai...khet par kaam kartaa huN ... kisaan huN na ;)**
Re: What are you wearing today? [merged]
kabhi ap ki pan ki dukan hoti hai kabhi ap kisan ban jaty hain us din ap office main thay.
ye majra kia hai akhir
Re: What are you wearing today? [merged]
hashmat apki kis cheez ki dukaan hai ?!
kabhi ap ki pan ki dukan hoti hai kabhi ap kisan ban jaty hain us din ap office main thay.
ye majra kia hai akhir
**
maajraa yeh hai k maiN baajraa ugaa rahaa huN taa k dekhte hii dekhte jangal haraa ho jaaye...vo she'r suna ahai kabhii?
yeh do din men kia maajraa ho gayaa
k dekhte hii dekhte jangal haraa ho gayaa
kisaanii merii FULL time job hai, paan kii dukaan PART time hai aur office meN SONE ke liye baiThtaa huuN ... CLEAR? hehe**