Re: What are you wearing today?
**haN to log pattoN kaa libaas bhii to pahente haiN…jangalaat meN lol ![]()
Ghalib ne farmaayaa thaa:
naqsh faryaadii hai kiskii shoKhii-e-taHreer kaa
kaaGhazii hai pairahan har paikar-e-tasveer kaa
to kaaGhazii pairaahan bhii saabit huaa k koi libaas hotaa hai :D**