Re: What about Pakistani actors in Bollywood???
pareshaan honay ki baat nahi hai
baat hai pakistani honay ki
agar lerki pakistani hai aur indian movies mein ye sab kerti hai to ap logz kay comments kay saath more than 10 pages ban jatay haen bichari ko ghaseet ghaseet ker
agar lerka pakistani hai to wo b wohi kuch ker raha hai to us ko kyun sab jaaiz hai???