What about Pakistani actors in Bollywood????

Re: What about Pakistani actors in Bollywood???

simply because it’s a man’s world! :smiley:

vaise, yeh baat Ghalat hai…mardoN ko bhii utnaa hii ghaseeTnaa chaahiye jitnaa aurat ko ghaseeTaa jaataa hai…magar aise ghaseeTaa jaaye k logoN ko aHsaas bhii na ho k use ghaseeTaa jaa rahaa hai.

kuchh baat palle paRii? :hmmm: