Re: what a shame...what a shame....
Nahi yar . mein dil ki bharas nahi nikal raha . na he kisi or nay yahan nikali hai .. hum sab sach ko apne apnee ankh se daiktay hain .. tu zaroori nahi meray bahi kay jo sach diktah ho woh sach bi hoo...
kamzoorn darkhtoon pay parindaY Gonsila nahi bantay mera bahi ... apna khonTa kamzoor hoo tu ma'wayshiyon ki ilzam dayne se koi faida nahi hona..