Re: Well…
talk about urself guryajaan..
faizy bhai still form main aa jatay hain josh main aa karr..
but yeah,
burhaapay ke aasaar hain, keyboard ahista ahista istimaal karna parta hay..
rimsh: fittay moonh, meri side lenay ke bajaaye ja kar popcorns bana kar enjoy karogi? THOO RAY!
:roman: