Daikho larki aisay naheen kahtay :nono: aab mein bhi buhat handsome aur shareef hoon leekan kabhi apni ta’reef naheen karta hoon
Aab apni baat say nah badlo ![]()
tum Ittnay handsome keon ho … yahi kahna chati thi na ![]()
bari English marri hay … kitnay din mein likhna seekhi thi ![]()