Re: Welcome new mod for Pakistan Affairs!
Agr Spock ko ban ker diya jata tu ham log yahaaN per ehtayjaaj ker key sama band daytay... per Admin nay buhat achi chaal chali.. Spock ko Mod bana diya.. ab tak dekha gaya hay kay PA maiN ju bhi mod bana phir kabhi yahaaN per nazr nahi aya.. ab tu mujhay un kay naam/nick bhi yaad nahi rahay.. Flame ker kay kuch thay.. Mad-Scientist bhi kisi kisi post maiN kabhi kabhi jalwa dekhatay haiN.... and list goes own.. Allah tala Spock ko Mod. ban'nay kay baad bhi PA maiN rehnay key tofeeq aur himat day (Ameen)...