Welcome my childhood buddy :D

Re: Welcome my childhood buddy :smiley:

^^^^ You sound like a proud muft khora :smilestar:

Yes. Mein aik baat bataaon aapko? Aapki dost jhoot bohat bolti hai. Woh aap ko kahey gee k mein ganja hoon, mota hoon, aur larkiyon ko maarta hoon. Lekin asal mein aisi kio baat nahi hai. :slight_smile: