Re: Welcome Maulvi saheb to cafe
maulvi sahab mjhe kerna kia chahye
option 1 kia main logon ko ignore karon aur unha apne kareeb na aney don
option 2 kia main dosti he na karon ziada
option 3 kia main logon ki zindigion per apna haq na jamaon
aur else option 4 i remain wht i m jisko jo smjhna hai smjhe