Re: WELCOME BACK TO DEVIL (BABYGS)
haye ALLAH jiiiiiiiiiiii… tell me ke aap CHAI ke shoqeen hein ??
![]()
Bhaiya ye ho sakta hai hum wahan jayein aur Chai balke COFFEE wo bhi MAXWELL ki sath na ho ![]()
paved area to shayed hi ho
cliffs and steeps hein ziada tar… and there is no place u can find for camping CHETTI CHETTI ![]()
bara maza aayega sach me
![]()
INSHALLAH sardiyon ka plan bana lein.. isi sardiyoon me chaleinge ![]()