Re: weekend plans
To srif behnoN or Bhaabiyon say baat cheez per nazar rakhkhay gaa?
Ooooff.. MaiN fuzool maiN pareeshan ho gaya thaa
yaar main zara blogs kaa eik aur chakkar lagaa loon zaraa :biggthumb
haan haan wohi, bhenain and bhabhian u know hinss, adrasteia, sheyn, femme fatale, zobia etc. aur kon.
laikin aap ko aliyish say jitni bayhooda guftago karni hai karen, woh aap ka zaati maamla hai.