Re: wedding day
DM
buree baat ![]()
you guys are all mean, ajnabi chullo bhar pani main doob maro.
Re: wedding day
DM
buree baat ![]()
you guys are all mean, ajnabi chullo bhar pani main doob maro.
Re: wedding day
lolzzz yeh acha mashwara hai
woh bhi free main
ajnbai bahut bara hai chullo bhar pani kam parega ![]()
Re: wedding day
piddy tumnay apnay mian ko Mathematica or MathCAD software dia tha?
Re: wedding day
DM mashwara tou acha hai per dil pe na lag jae, ajnabi ke liey pani ka aik katra bhee kaafee hai agar inhien sharam aa jae.
Punjabi bhai why are u so interested in knowing what I gave my hubby? Its none of anyone's business, now is it :p
Re: wedding day
dil per lag jay khair hai per tind par na lagay ![]()
kyun jee unhen kyun shurum ane lagi ![]()
Re: wedding day
D^M:
parna chahiay tumhay shadi ki raat
PD: how sweet
mana bhi kar rahi ho D^M ko aur muzak bhi ura rahi ho meira ![]()
Re: wedding day
shadi ki raat no larai jagra uske baad bhallay ;)
Re: wedding day
bechari kee tind ka tumhain bohat khayal hai, ajnabi ko sharam aani chahiey.
Imranoo mai tou sirf hans rahee thee kionke dm is funny
tum bura nahie manana k ![]()
Re: wedding day
bus jee kya karon hamare pass sirf 2 hi anday hain aik janwar aur aik yeh :p khyal rakhna parta hai inka k kahin koi inte phor na de ;)
PD bahut siyaani ho Imrankyun ki izaat ka falouda bana diya aur keh rahi ho sirf hanse rahi hon :p
Re: wedding day
well it depends the whole situation u r in... u know wat i am sayin:D
Re: wedding day
no i don know ![]()
Re: wedding day
andon ko tou haan bacha ke rakhna parta hai yaar, theek hai yaar inhien caged ker do. phir hamien koee fikar nahie rahay gee ![]()
oye mai ne koee falooda nahie banaya kissie kee izat ka, woh shareef insan hai, kion imran tum shareef ho ke nahie. DM mujhe uksa raha hai ke mai tumharay khilaf kuch kahoon, ab hamaree laraee thoree hai, hai na. haan per usay chamkaya roz kero ![]()
Re: wedding day
shhhhhhhhhh… wasn’t talking to u:snooty:
Re: wedding day
girl ![]()
umm… a comb and toothbrush
Re: wedding day
heheh, I am not getting a good vibe with this one
thats what u will give ur hubby, r u sure ![]()
Re: wedding day
mughe andon ki parwa nahin per in main se jo choozay niklenge unki parwah hai ![]()
pakistan main ab sirf 2 shareef reh gaye hain aik babra shareef aur aik umar shareef in k ilawa yahan koi shareef nahin
maine kab uksaya khana jaan main to apke sath hon ![]()
Angel batao na shurmao mut ![]()
Re: wedding day
![]()
Re: wedding day
angel to bahut ache hote hain per tum to marti ho ![]()
BV ager ur hubby ganja ho to ?