We Cafetarians

Re: We Cafetarians

array iss may bummer houna wali kounsi baat hai?

Re: We Cafetarians

itnay arasay se tum meri moonh boli biwi ho aur mujhay tumhara naam nahi pata

Re: We Cafetarians

array hamay kounsa aap ka naam maloom thaa...ooopss pata tou abhi bhi nahee hai, let me scoll up and loook :D

Re: We Cafetarians

how sad…:bailan:

Re: We Cafetarians

suhaaaaaaaaaaaaaiiiillll :smokin:

Re: We Cafetarians

Natasha Suhail:love:

Re: We Cafetarians

good nite bachon :kiss:

Re: We Cafetarians

good nite… :wave:

Re: We Cafetarians

satiyaanaaas tumhara, maney GS par naa aanay ka soucha thaa but when i saw this stupid post…:mad2:

Re: We Cafetarians

^^ Khala Churail :mocking:

Re: We Cafetarians

^^ aap kounsay mamoo ho jeee?

Re: We Cafetarians

^^ Khala … :crying:

tum apnay nannay Munnay Say Bhanjay ko bhool gaye ho

U Moti Sandi Churail :mad:

Re: We Cafetarians

Suunnyyy boyy??? :D

Re: We Cafetarians

^^ i am Dragon King Khala churail :(

Re: We Cafetarians

Meray King ka Dragon???

oh acha acha yaad aya, naughty boy , kaha chalay gaye thay King ko chour kar, woh Shrek walay Donkey kay saath chup kar shaadi kar li ....bad boy u bad boy!!

Re: We Cafetarians

^^ khala .. main nay kaha jana tha … bas idhar udhar khawar ho raha tha :blush:

aur tum sunao .. koi JIN mila :wink: yah abhi bhi akelay he khawar ho rahi ho :hehe:

Re: We Cafetarians

millay bohut millay rastay may hamko yeh JINN, paar ham ko tou aik DRAGON ka intayzaar thaa ;)

Re: We Cafetarians

lagta hai us becharay masoom se DRAGON ki kambakhti shoro ho gaye ab :frowning:

Re: We Cafetarians

^^Insha’allah

:devil:

Re: We Cafetarians

^^ khala Churail … reham .. Pls Reham … Apnay Us JIN k waastay … reham kar do :hehe: