system
July 4, 2004, 1:26pm
301
*Originally posted by pakistani kurhi: *
bore matbal old..:konfus ed:
aur app kab say old ho gaye
agar hoye bhi to khair hai
old is gold je:h ehe:
arey nahi tum ghalat samjhi ya phir mazak ker rahi ho?
[QUOTE]
Originally posted by * * Vivacious ***: *
hehe chalien koi baat nahi : D mein ne tou waisey hi pocha tha..
aur kuch khaas nahi, intezaar ho raha tha : D
[/QUOTE]
main ne tou waisay hi pocha tha.... ;) ;)
acha.... chalo ab saans lay loo main aa gaya hoon :D
*Originally posted by shoaib akhter: *
main inti asaani say naraz nahin hota … mujhay naraz karna hai.. kuch bari ghalti karoo
WAISAY… naraz honay wali konsee baat thee… or pm kaa jawab main nay is liye nahin diya kay.. main sumjhaa kay tum ko shayad jawab nahin chahyay ho.. ishe liye aaj kar doon gaa!!
bnahe theek hai..
agar nahe karna to nah kaarey..
accha ..zara bataye to zara kaisy bare galte karna parege ..ap ko naraz karey kay liye;)
mai har waqt galat kyo samjh ti ho:konfused:
system
July 4, 2004, 1:29pm
305
[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *
main ne tou waisay hi pocha tha.... ; ) ; )
acha.... chalo ab saans lay loo main aa gaya hoon : D
[/QUOTE]
:p
hehe, woh tou ley rahi hoon.. :D
aur aap kia ker rahey hain?
*Originally posted by pakistani kurhi: *
bnahe theek hai..
agar nahe karna to nah kaarey..
accha ..zara bataye to zara kaisy bare galte karna parege ..ap ko naraz karey kay liye;)
yar aaj kar doon ga naa!! dont u worry!
main kya batoon.. vivo say pooch loo naa
system
July 4, 2004, 1:31pm
307
*Originally posted by shoaib akhter: *
yar aaj kar doon ga naa!! dont u worry!
main kya batoon.. vivo say pooch loo naa
lol jaisey mein sirf ye hi kerti rehti hoon
ok abb chalte ho
u both tc
Allah hafiz
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
hehe, woh tou ley rahi hoon..
aur aap kia ker rahey hain?
check karing********* ummmmmm.. haan lay to rahi ho tum
main tum say baatain or cartoons dekh raha hoon chotay bhai kay saath or main hoon na ke dvd copy kar raha hon
system
July 4, 2004, 1:32pm
310
itni juldi kiyon?
aur ruk jaao na
system
July 4, 2004, 1:34pm
312
*Originally posted by shoaib akhter: *
check karing********* ummmmmm.. haan lay to rahi ho tum :bl ush:
main tum say baatain or cartoons dekh raha hoon chotay bhai kay saath :hul a: or main hoon na ke dvd copy kar raha hon ; )
hehe, meri baat per yaqeen nahi aaya tah jo khud check kiya :smac:
aap ka bahi subah subah hi cartoon dekhta hai? waisey mein bhi thori deir pehlay cartoon hi dekh rahi thee bohat dinoo baad mein ne cartoon dekhey..
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
hehe, meri baat per yaqeen nahi aaya tah jo khud check kiya :smac:
aap ka bahi subah subah hi cartoon dekhta hai? waisey mein bhi thori deir pehlay cartoon hi dekh rahi thee bohat dinoo baad mein ne cartoon dekhey..
yaqeen nahin.. waisay he khud check karna thaa
yar vivo.. wo to har rooz mujh say pehlay uth jata hai.. cartoons dekhnay.. wahi to hai.. jo ghar waloon report deta hai.. kay main kis say baatain kar raha thaa.. etc etc ..
waisay kabhi kabhi cartoons dekh lainay chahain .. acha lagta hai
or aaj kya karnay ka program hai??
system
July 4, 2004, 1:40pm
315
*Originally posted by shoaib akhter: *
yaqeen nahin.. waisay he khud check karna thaa : D
yar vivo.. wo to har rooz mujh say pehlay uth jata hai.. cartoons dekhnay.. wahi to hai.. jo ghar waloon report deta hai.. kay main kis say baatain kar raha thaa.. etc etc ..
waisay kabhi kabhi cartoons dekh lainay chahain .. acha lagta hai :hul a:
or aaj kya karnay ka program hai??
lol acha
oh acha tou woh ye bahi hai tou aap uss ko daantey hain report deney per?
aur aaj tou koi program nahi.. kiyon hona chahiye?
email mil gaye.. abhi parh raha hoon.. :halo:
or aik pm tumhain aaye gaa aaj tumharay pass..
system
July 4, 2004, 1:41pm
317
^ acha jee :D
theek hai intezaar keroon gi.. kheriyat hai? :D
*Originally posted by *** Vivacious ***: *
lol acha D
oh acha tou woh ye bahi hai :h ehe: tou aap uss ko daantey hain report deney per? : p
aur aaj tou koi program nahi.. kiyon hona chahiye?
haan yeh chota wala hai
main nahin daantaa… kyon kay us ko to khud bhi pata nahin hota wo kya bol raha hai..
nahin.. aisayhe pooch raha thaa..
system
July 4, 2004, 1:44pm
320
*Originally posted by shoaib akhter: *
:bl ush:
haan yeh chota wala hai : D
main nahin daantaa… kyon kay us ko to khud bhi pata nahin hota wo kya bol raha hai.. :heh e:
nahin.. aisayhe pooch raha thaa.. :sill y:
hehe acha.. tou uss se bola kerian na k iss se acha hai k woh chup hi rahey
acha jee koi baat nahi