nahi gaye, abhi apney computer pe aaye hoon ![]()
oh shukar hai.. ![]()
tobah hai, 1 min main 2 2 reply :D
waisey main thori deir main jaaney wali hoon ![]()
aur pehlay kiyon nahi bataya, tang ker rahey thay ![]()
kya karoon.. 1 min bhi bohat hai mere liye ![]()
![]()
![]()
haan main bhi 30 min jaa raha hoon.. hamesha kay liye ![]()
haan tang kar raha thaa… mazaa aata hai ![]()
awwwwwwwwwwwwww..
![]()
uff kiya keh rahey ho
![]()
mein suchi main dar gaye thee ![]()
ab mazak tou kero zara ![]()
![]()
yar bus aisay he tang kar raha ho ![]()
dar gayeen thee.. kitna darti ho tum ![]()
^ aaj meri khair nahi hai ![]()
itna bhi nahi darti ![]()
kyon khair nahin hai.. kya hoaa bai?? ![]()
haan zayada to nahin darti ![]()
^ aap itna tang jo ker rahey hain, iss liye ![]()
![]()
lakin abhi tak email nahin aaye.. kya karon main.. waisay tumhain pm karoon gaa.. baad main.. email kay baray main ![]()
^ acha buss, mujhey maloom hai ![]()
theek hai ![]()
aik or bhejoo naa ![]()
^ jee nahi ![]()
waisay kitni bhayjee hain :p
^ aik bhi nahi :p