bus sahi theen… boat log thay wahan par
ishe liye zayada mazaa nahin aaya.. pata nahin kahaan say uth kar aa gaye… subha ghar say 1:00 bajay niklay .. to 2:30 bajay pohanchay.. phir parking he nahin mil rahi the
inti muskil say mili bohat door. ab yeh problem thee kay itna sara samaan kaisay lay kar jaain gay wahan itni door… lakin khair sub say aik aik bag liya or beach par pohancay… lakin wahaan kaa to haal he ulta thaa… itnay log kay mut poochoo
chalnay ke jagah nahin thee..
mujhay to sharam aa rahi thee.. itnay sari larkiyoon ko aikh saath dekh kar..
jk .. .bus phir aik jagah baith gaye.. main to water main nahin gaya kyon kay sharam aa rahi thee.. bus dost log gaye… or phir khaya peeya.. phir rides par gaye.. or phir ghar ![]()