Re: Waoo kiya baat haiN
shaadi kisi aur ki horahi hai ..tho tum kyoon dukhi horahay ho :p
Re: Waoo kiya baat haiN
shaadi kisi aur ki horahi hai ..tho tum kyoon dukhi horahay ho :p
Re: Waoo kiya baat haiN
Kiyoooooo, agar dosti nahi keroo gi to phir baat kaisay agay berhay gi ![]()
Re: Waoo kiya baat haiN
ohhhhh tumhay mera kitna khayaal haiN, phir kub ker rahi hoo sukhi ![]()
Re: Waoo kiya baat haiN
shaadi kisi aur ki horahi hai ..tho tum kyoon dukhi horahay ho :p
mamon banNay kay liay baray dukh sahny partay hain
Re: Waoo kiya baat haiN
mamon banNay kay liay baray dukh sahny partay hain
HaaaaN tum sai ziyada kissai pata hoo ga, tum to puray Gao k mamoo hoo
Re: Waoo kiya baat haiN
![]()
Re: Waoo kiya baat haiN
doodh pati haiN
Re: Waoo kiya baat haiN
HaaaaN tum sai ziyada kissai pata hoo ga, tum to puray Gao k mamoo hoo
chup karr kay bai ja bhanjay :p
Re: Waoo kiya baat haiN
karak chai hai …cheeni kum ![]()
Re: Waoo kiya baat haiN
^ truck driveron wali chai kab say peni shuru karr di?
Re: Waoo kiya baat haiN
Loo aik to tumhay MAMUUUU bena diya phir bhi chup kerwa rahay hoo MAMU:naraz:
Re: Waoo kiya baat haiN
jabse baghlolpur ki sair ki thi … ![]()
Re: Waoo kiya baat haiN
mujhay bhi doo na plzzzzzzzzzzzzzzzz ![]()
Re: Waoo kiya baat haiN
mamu nahen hoo gaya … nava judge hoo gaya ![]()
ssshh chup..
awaz na niklay
uss waqat tau tum lassi peeten theeen
yeh chai kahan say laag gai tum ko
Re: Waoo kiya baat haiN
dewaroN k bhe kaan hoty haiN… ![]()
Re: Waoo kiya baat haiN
ithna sharmanay ki zaroorat nahi ![]()
chai maangrahay ho …dil nahi ![]()
![]()
Re: Waoo kiya baat haiN
achaaaaaaa to iss ka matlab hai k meri diwaraiN theek nahi haiN unn k kaan
to kiya naak aankhaiN hath pair kuch bhi nahi haiN, app nay ye diwaraiN kaha sai li
Re: Waoo kiya baat haiN
Chai achi lagi to chaiwali ka dil, phephra, gurda aur sub kuch maang loo ga lekin pehlay chai ![]()
Re: Waoo kiya baat haiN
chaiwali ko zindagi bhar Dukhi kyoon kerna chahthay ho, bhai :D
Re: Waoo kiya baat haiN
chaiwali jitni dukhi hoo gi chai utni kee karak banay gi