Re: Want to say Buh Bye.
Makhan mujhay pasand naheen. Aur koi lagaye to muhay waisay hi pata chal jata hai keh yeh makhan lag raha hai. Tareef naheen ho rahi.:) College ke zamanay say main Makhan detect karna seekh gayi thi.
Ab itni bari bhi naheen hoon. Check my profile. Exact age likhi hai kiyon keh job karti hoon aur ghalat gae likh kar haram naheen kamana chahti.