Wali Khan Uni Student killed Over Blasphemy Charges

Re: Wali Khan Uni Student killed Over Blasphemy Charges

Galion walay baba ji nay ajj kall shor dala hua hai kay humain tv par bulao hum jaba daity hain…
aur phir pemra anchor show aur channel ban karr dai ga.

Chori Nisar, Orya janab aur pata nahen koon koon aqadetmand hai in hazrat ka

eik video par ghalti say comment kar baitha tha kay…
eik he saans may kalma parhan aur gali bakna kaisy tauheen nahen??

jawab tau mila nahn haan fatway zaror lagay thai… yahudi, qadiyani, cia,raw aur pata nahen kiya kiya bana diya tha:smack: